Self ❤ love

Dushro k liye jee kr dekh liya humne

Apno ko apna banate banate hum he gair ban gye

Khair chodho, apno k bagair jee kr dekhte h

Hum tb v bure the, ab to bure h he

Khud k liye jee kr dekhte h

(Self love will heal all your pain which was given by your own loveones)

Rehne dete hai!

( ye tb k haal tha… Jab dil udass tha, riston m takrar tha par ush takrar ki awaj nahi thi, bar bar k takrar se adat sa hone laga tha, ab to aisa haal tha chahe rista tutte ya jude bematlb sa lagne lga tha, bss uhi chal raha tha, ye to pata tha dil to laga liya tha ek dusre se ab chaht bachi nahi kisi aur se dil lagane ki jis daur gujar rahe h aisa h ki “kush to nahi hoon, par ab aur dukh jhela v nahi jata “bss jaisa chal rha h CHALNE DETE HAI! )

Mann k haal aisa h ki

JAISA CHAL RHA H CHALNE DETE H!

Kuch kehne k mann v ho to “REHNE DETE HAI”!

(You are not happy but you can not be sad anymore, just as you are right now, you cannot lose yourself in search of happiness) 

Ek aisa samay v aya,
Zindgi dhundhli padne lgi thi,
Khusiyon se nata he tutt chuka tha
Riste naate, dosti yaari v prayi si lagne lga tha
Zinda to tha
Pr zindgi dhundhli padne lgi thi
Saansen he the jo mera daman thame chal rhi thi

Bejaan tha m , berang tha m
Na khwaish na koi chaht
Zindgi dhundli si hone lgi thi
Bss jinda tha bejaan bankar
Tutta
Bikhra
Din kaat rha tha
Hr din ek jaisa tha
Na koi rang na koi umang
Dhundhli si zindgi… Se ho gya tha tang
Khud ko he band kr diya tha maine khud k ander
Ye baat jab aya samjh
Dhundhla rhi zindgi m roshni bharne ko chaiye tha mujhe apno k sang
Jaan liye samay rhte
Kya thi kmi
Jeevan m
Kam se kam
Aisa ek hona he chaiye humdum
Jo tumhe andhre se roshni m la sake
Dhundhli pad rhi zindgi se andhre m jane se acha h
Maang lo, dhundh lo aisa kisi k sath jo bhar de umeedon k rang
Ya dhundh lo zindgi jeene k koi matlb
Bura samay sabka ata h
Kv n kv
Mann m bahut bure bure khyal ayenge
Unhe khud pr kav havi mat hone dena
Samay k khel h
Aj bura h to kal acha hoga
Dhundh chaya h to roshni bharne ki koshish jarur karo